:- Aey Kismat
-:
A kismat tujase har mod pe pucha Maine
Ki meri manjil kya Thi.....
A kismat tujase har mod pe pucha Maine
Ki meri manjil kya Thi.....
Kyunki tere pav ki chhap ke sath chalati
Meri vo zindagani thi ......
Har mod par tune humesa yaad dilayi
Vo jawani meri ......
Har mod par tune humesa yaad dilayi
Vo jawani meri . .....
Kyunki tune Teri hi kalam se jo likhi vo
Kahaani meri......
Haan ye bat hai ki... Had kar Di thi humane
Tuje aapana banane ki .......
Had kar Di thi humane
Tuje aapana banane ki ..........
Par tune bhi koi kasar nahi chodi thi
Humse doori banane ki.....
Mera haal jaan Kar tu muj par
Hasana mat bandh karana dena.....
Mera haal jaan Kar tu muj par
Hasana mat bandh karana dena.....
Or mera dard dekh kar tu
Mujpe koi aehshan na karana Dena....
Agar jaroorat padi toh apne khoon se
Teri kalam ki saahi bhi main bhar doonga.........
Agar jaroorat padi toh apne khoon se
Teri kalam ki saahi bhi main bhar doonga.........
Or tuje pane ki aash main.. Me apne
Naam ko bhi badnam kar doonga.......
Jese soraj subhah uug kar...
Sham ko toh doobata hi hai.....
Jese nadi ka pani kisi jagah
Milata ya mudata toh hai.....
Vese hi har inshan aapani
Kismat khud hi banata hai....
Jab tak tu hai ..tab Tak ye...
Parinda salamat toh rahenga....
Jab tak tu hai ..tab Tak ye...
Parinda salamat toh rahenga....
Or Humesha tuje pane ka man main
Hoshala bhi rahenga.....
Or Humesha tujase ek din toh milane
Ka intezar bhi rahenga....
-Ajay
Rajput
0 टिप्पणियाँ